Standard (EADGBE)
Ab duniya se shikwa nahi hai
Na raha ab zindagi se g ila
Kis ka karam hai, k is ki dua hai
Ya naseebon se tu mujh ko mila
Ab jo mile ho, d oor na jaana
Tere bina dil lagta nahi
Mera jeena hain kya, marna hai kya, jab saath tera nahi
Paake rab kya karun, jab tu hi mera na hi
Mera jeena hain kya, marna hai kya, jab saath tera nahi
Paake rab kya karun, jab tu hi mera n ahi
I never gonna live without you baby now
......
......
I am lovin you, I am lovin you
Berang se din the, t anha thi raatein
Kuch na badalta, jo tum na aate
Berang se din the, tanha thi raatein
Kuch na badalta, jo tum na aate
Kehne ko yun toh rishte kayi h ain
Rishton mein koi apna nahi
Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera n ahi
Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi
Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi
Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi
Thats it guys.. Wat ya waitin for?? Rock it down the strings \m/....;)