Standard (EADGBE)
Intro
Raaton ke andheron mein jab
Khamoshi galyon mein ghoomay
Sayay bhi tum se kuch keh deingay
Rahon ke kaanton pe chal ke
Dur andheron se nikal ke
Rang sab apnay badal ke...
Aa ga'ay hophir yahan
Ho gayay hoaashna
Roshni ke des mein
Tum bhi dekhogay kayeejalway!
Dhoondo ge sitaray to zamana tumhey dekhay ga
Aa ke tumharee yeh zindagee se khelay ga
Jalo ge zamanay ke jo sang tum chalo ge
Tum so na pao ge, doob jao ge!
Likho jo naee daastan
Mitain gay naheen phir nishaan!
Bhoolay se bhi woh na jaagain
Sayay se apnay woh bhagain
Jal nahin paein gay phir diyay!
Dur anjaani iss dagar pe
Ek andheri rahguzar pe
Aas ki kirnon se dar ke...
Chal diyay ho tum kahan?
Dhoondtay kiss kay nishaan?
Shor ke bazaar mein
Hosh na ayay kabhi phir tumhein!
Dhoondo ge sitaray to zamana tumhey dekhay ga
Aa ke tumharee yeh zindagee se khelay ga
Jalo ge zamanay ke jo sang tum chalo ge
Tum so na pao ge, doob jao ge!
Bhula do yeh saara jahaan
Likho ek naee daastan
Mitain gay naheen phir nishaan!
Aaaaaaaaaaaa!
sung humarechal re
Aaaaaaaaaaaa!
bus yunheen ekpal re
mere sayay mein tu chal
apni dunya se nikal
aur sab ko chor ke
chal re
Dhoonda hai sitaron ko, zamanay ko bhi dekhain gay
Aa ke tumharee hum zindagee se khelain gay
Likhi hai apnee zindagi ki daastan
Mitay ga naheen phir yeh nishaan!