Standard (EADGBE)
Chor meree bayyan re
Dekh na yahaan
Aana nahin...
O' meray saiyyan re
Dur mein wahaan
Aur meray...
Sawaal ka jawaab do!
Pukaar hai awaaz do!
Kis ka qusoor hai?
Kyoon khushyan mujh se dur hain?
Meray dil mein kyoon nahin hai...
Aarzoo?
Kho gayay hain hum tum kahaan?
Ho gayay hain kyoon bezubaan?
Bhoolay se nahin phir milain
Dhoonday thay kabhi jo nishaan!
Zindagee se roothay
Aansoo'on mein doobay
Dur hain kahan?
Bol meray saiyyan re
Dekh tu yahaan
Choree teri hain
mein ne baiyyan re
Dur tu wahaan
Kesay teray...
Sawaal ka jawaab doon?
Kahaan hun mein, kahaan hai tu!
Kesa yeh shor hai?
Teray dil main kyoon yeh chor hai?
Iss jeewan ki nahin hai...
Aarzoo!
Kho gayay hain hum tum kahaan?
Ho gayay hain kyoon bezubaan?
Bhoolay se nahin phir milain
Dhoonday thay kabhi jo nishaan!
Zindagee se roothay
Aansoo'on mein doobay
Dur hain kahan?
Hum bhool ja'ain gay woh yadain sabhi
Woh rangon se saji huee jo dunya thee kabhi
Janay kyoon?...
Ab so gayay, meray chaand aur taaray
Hum kho gayay...
Hum haaray!