Standard (EADGBE)
Verse
chhup ke se kahin ... dheeme paaon se ...
jaane kiS tarah, kis ghadi?
aage bad gaye hum se rahoon main
par tum to abhi the yahin
kuch bhi naa suna ...
kab ka tha gila ...
kaise keh dia alvida
Chorus
alvida ... alvida ... meri rahein alvida
meri saasein kehti hai alvida
alvida ... alvida ... ab kehna aur kya
jab tune keh diya alvida
Post-Chorus: scale change here
sunle bekhabar kyun aankhein pher kar
aaj tu chali jaa ... dhundegi nazar
humko hi magar har jagah
aisi raaton main leke karwaate
yaad hamen karna aur phir har kar
kehna kyun magar keh diya