Standard (EADGBE)

 khushk patay bikh ray hain zameen pay

 kai kabhi choomein inhay saa wan kai saaye

 andheri chaadar or hay hai har subha

 andheri chaadar or hay hai har subha

  kai kabhi phir issay rosh ni nazar aaye

 fa za liyay phi ray ghaf lat ka rutba

 kai hawaa phir ka bhi sang khushboo laa ye

band razang goonjay hain har taraf

kai kabhi phir sehraa jungle ban jaye

khamosh hai zameen apni safai main

khamosh hai zameen apni safai main

kai kabhi phir apni mitti se pyaar laut aaye

faza liyay phiray ghaflat ka rutba

kai hawaa phir kabhi sang khushboo laaye

faza liyay phiray ghaflat ka rutba

kai hawaa phir kabhi sang khushboo laaye

dam ghutay hain har pal har qadam hooooooooo

kai kabhi phir yahaan zindagi aa jaye

sard chehray dekhai hain dhundlay khwaab

kai kaash phir kal saath nazar aaye

faza liyay phiray ghaflat ka rutba

kai hawaa phir kabhi sang khushboo laaye

faza