Standard (EADGBE)
Intro
No Chord in this line
Dhoom pichuk dhoom Dhoom pichuk dhoom
Aa re meri dhadkan aa re
Chaand ke hain sang sitaare
Verse1
Hey-e-e aa re meri dhadkan aa re
Chand ke hain sang sitaare
Saath rahetein hain who saare main akela re
Khilkhilati hain woh nadiya, nadiya mein hai ek naiya
Naiya ka main hoon khiwaiyaa kyon akela re
Ab aa bhi ja sab ko bataa kyat era mera naataa re
Chorus 1
Tum ho meri main tumhara
Chota sa sansaar humara
Aage jane ram kya hogaa
Kehta hai jo kahe zamana
Tera mera pyaar purana
Age jane ram kya hoga
Verse 2
Jaise diya aur baati, saare such dukh ke hum saathi
Behki purvaiya hai gaati mein tumhara re
Horaat meri din hain tere, tere aansoon ab hain mere
Pyar ke honge sawere na ghabrana re
Ab na sharma, sab ko bata kya tera mere nataa re
Chorus 2
Tum ho meri main tumhara
Chota sa sansaar humara
Aage jane ram kya hogaa
Mera dushman saraa zamana
Tera mera pyaar purana
Age jane ram kya hoga
Interlude is on A
Bridge
Hey majhi re, tohaar bina mor jibone neyi mane
Phire aasi ja tui mor kaase
Jaaton kore rakhiboho tokhe mor booker modhye maajhi re
Maajhi re
Aa bhi ja, aa bhi jaa saanse meri pukaare har din
Aa bhi jaa, na sataa nahi jana tere bin
Remaining part of the song follows the chord sequence mentioned above.
CHEERS!
Ankit awasthy
New delhi
India..